Hum tumko jalayegen umra bhar
Yaad aayegen tumko hum umra bhar
Tumhari nazaron ki khata ka yeh sila
Milee hain humko sajayen umra bhar
Chahte hain tumhari salamati umra bhar
Umra humari lag jaaye tumhe umra bhar
Andheron mein chhod deta hai saath saaya bhi
Hum rahegen humsafar tumhare umra bhar
Bhool nahin sakte tumko,ek pal bhi
Bafayen tumhari gar saath degin umra bhar.