Milega tujh ko,kya waqt bhi sawaren ko
Sawanr ja aaj,mausam hai sawaren ko
Mausam suhana,aata hai b-mushkil
Kar le izhar,mausam hai aaj karne ko
Bharosa nahin,bol jaaye kab zindgi.
Mausam hai aaj,usko badalne ko
Khilne de chaman,aaj zindgi ka,
Milega na waqt,phir baat bhi karne ko
Phir wohi raat,aur wohi din hoga,
chahe jo kar le,mausam hai aaj karne ko