Rahne de use,jaane de,
kisi aur ki ,talash kar.
Duniya mein bahut aur hain
Pasand ki talash kar.
Har khwab poore hon to,
Zindgi mein nahin maza.
Zeene ke liye,ek bas
Tu ek ki talash kar